Wapkiz Website Me Live Cricket Score Board Kaise Lagaye || लाइव क्रिकेट स्कोर देखने वाला कोड फ्री डाउनलोड करे | Hindi – 2018 – SqlHackerz.Com
Hello dosto aaj me aapko apni wapkiz website ke liye ek live cricket score board ka code dene wala hu. Jisko aap apni wapkiz website me aasani se laga sakte hein,
Dosto Is Code ko lagane ka sabse bada fayda ye hoga ki jab bhi aapki website par koi new visitors aayenge our wo agar aapki website par live cricket score ka board dekhenge to wo aapki website par hamesha aayenge kyuki jab bhi kisi bhi team ka match hoga jaise ki ipl ya koi our match , To visiters aapki website par roz visite karenge our isse aapki website ki ranking bhi badhegi our aapki website google par bhi jaldi ayegi,
Dosto agar aap apni website se earning kar rahe hein to aapko pata hoga ki website par visitors aana kitna zaroori hai aapki earning ko zyada banane ke liye.
to dosto ye bus ek basic code hai iske jaise our bhi codes me aapko ane wali post me deta rahunga.
to chaliye dosto me aapko bata deta hu ki aap is code ko apni wapkiz website me kaise laga sakte hein.
Aap Neeche diye gaye steps ko follow kare !
Step 1. Sabse pehle aapko apni wapkiz website ke panel mode me jaana hai.
step 2. Panel mode me jane ke baad aapko Page Ke Option Par Click Karna Hai Our Ek New Page Create Karna Hai.
Step 3. New Page Create Karne Ke Baad Aapko Us Page par jaana hai our html code par click karna hai.
step 4. ab aapko us box me live cricket score wala code paste karke edit par click karna hai.
Aap Isko Neeche Se Copy Kar Sakte Hein.
Truly, this article is really one of the very best in the history of articles. I am a antique ’Article’ collector and I sometimes read some new articles if I find them interesting. And I found this one pretty fascinating and it should go into my collection. Very good work! bangladesh cricket
I want to say thanks to you. I have bookmark your site for future updates. ICC Cricket World Cup